Aankho me liye ashk
aksar hum so jate hai
aur phir bheege bheege se
khwabno me aap aate hai
intzaar bhari aankho se
aksar hum raat bitate hai
uspar kayamat aap bhi
jaage se nazar aate hai
hizr ki aag se hum
raatno ko diye jalate hai
us par ada apki
ruswai ki hawa chalate hai
aankho me liye israar
aksar hum so jate hai
us par inayat apki
wada kar bhi nahi aate hai...
Parvdeep Kaur
aksar hum so jate hai
aur phir bheege bheege se
khwabno me aap aate hai
intzaar bhari aankho se
aksar hum raat bitate hai
uspar kayamat aap bhi
jaage se nazar aate hai
hizr ki aag se hum
raatno ko diye jalate hai
us par ada apki
ruswai ki hawa chalate hai
aankho me liye israar
aksar hum so jate hai
us par inayat apki
wada kar bhi nahi aate hai...
Parvdeep Kaur